Annapurna Aarti is a sacred prayer offered to Maa Annapurna, the goddess who provides food and nourishment. Singing this aarti daily is a way to thank her for taking care of us and our family. It brings peace, joy, and a feeling of gratitude into life.
Annapurna Aarti Lyrics
Maa Annapurna blesses her devotees with food, comfort, and care. When we sing the Annapurna Aarti with love and devotion, it is believed that she keeps the home filled with food, happiness, and prosperity.
Devotees believe that Maa Annapurna removes worries related to scarcity and brings peace and stability. Singing her aarti daily helps the family stay happy, healthy, and thankful for all blessings.
Annapurna Aarti in English
Baarambaar Pranaam, Maiya Baarambaar Pranaam. Jo Nahin Dhyaave Tumhein Ambike, Kahaan Use Vishraam. Annapurna Devi Naam Tihaaro, Let Hot Sab Kaam.
Baarambaar Pranaam, Maiya Baarambaar Pranaam.
Pralay Yugantar Aur Janmantar, Kaalantar Tak Naam. Sur Suron Ki Rachna Karti, Kahaan Krishna Kahaan Ram.
Baarambaar Pranaam, Maiya Baarambaar Pranaam.
Choomahi Charan Chatur Chaturanand, Chaaru Chakradhar Shyaam. Chandrachood Chandranan Chaakar, Shobha Lakhahi Lalaam.
Baarambaar Pranaam, Maiya Baarambaar Pranaam.
Devi Dev! Dayaniy Dasha Mein, Daya-Daya Tab Naam. Traahi-Traahi Sharnagat Vatsal, Sharan Roop Tab Dhaam.
Baarambaar Pranaam, Maiya Baarambaar Pranaam.
Shreem, Hreem Shraddha Shri Ai Vidya, Shri Kleem Kamla Kaam. Kaanti, Bhraanti Mayi, Kaanti Shaanti Mayi, Var De Tu Nishkaam.
Baarambaar Pranaam, Maiya Baarambaar Pranaam.
Annapurna Aarti in Hindi
बारम्बार प्रणाम, मैया बारम्बार प्रणाम ।
जो नहीं ध्यावे तुम्हें अम्बिके, कहां उसे विश्राम ।
अन्नपूर्णा देवी नाम तिहारो, लेत होत सब काम ॥
बारम्बार प्रणाम, मैया बारम्बार प्रणाम ।
प्रलय युगान्तर और जन्मान्तर, कालान्तर तक नाम ।
सुर सुरों की रचना करती, कहाँ कृष्ण कहाँ राम ॥
बारम्बार प्रणाम, मैया बारम्बार प्रणाम ।
चूमहि चरण चतुर चतुरानन, चारु चक्रधर श्याम ।
चंद्रचूड़ चन्द्रानन चाकर, शोभा लखहि ललाम ॥
बारम्बार प्रणाम, मैया बारम्बार प्रणाम ।
देवि देव! दयनीय दशा में, दया-दया तब नाम ।
त्राहि-त्राहि शरणागत वत्सल, शरण रूप तब धाम ॥
बारम्बार प्रणाम, मैया बारम्बार प्रणाम ।
श्रीं, ह्रीं श्रद्धा श्री ऐ विद्या, श्री क्लीं कमला काम ।
कांति, भ्रांतिमयी, कांति शांतिमयी, वर दे तू निष्काम ॥
बारम्बार प्रणाम, मैया बारम्बार प्रणाम ।











